Song Details:-
Song Title:- Main Baavri
Singer:- Monali Thakur
Composer:- Monali Thakur
Music:- Sahil Vishwakarma
Lyricist:- Alok Ranjan Srivastava
"Main Baavri Lyrics"
Monali Thakur
Nazar nazar ki baat mein
Kai qaraar ho gaye
Khabar bhi na hui humein
Do dil faraar ho gaye
Ye jo hua hai khwaab sa
Haseen sa hai haadsa
Ye pal lage hai seene pe
Rakhi hui kitaab sa
Aa hui
Haan main baavri
Aa hui
Haan jo main teri
Ye kya kiya piya mera jiya raha na kaam ka
Tamaam umr ka ye rog sa liya hai khaamkha
Aa hui
Haan main baavri
Aa hui
Haan jo main teri
Sulgi sulgi saansein
Behki hai raat, kya karein
Behki hai raat, kya karein
Chhoo ke teri baahein
Bigdi hai baat, kya karein
Bigdi hai baat, kya karein
Tere labon ne jo chhua
Mila hai ik jawaab sa
Lage ke aaj raat mein
Khila hai aaftaab sa
Aa hui
Haan main baavri
Aa hui
Haan jo main teri
Ye kya kiya piya mera jiya raha na kaam ka
Tamaam umr ka ye rog sa liya hai khaamkha
Aa hui
Haan main baavri
Aa hui
Haan jo main teri
"THE END"


0 Comments
Please do not enter any spam in comment box.