Song Details:-
Song Title:- Afsaana Banaaya Aapne 
Singers:- Himesh Reshammiya & Asees Kaur 
Music:- Himesh Reshammiya
Lyrics:- Himesh Reshammiya
Music Produced By:- Meghdeep Bose
Music Arranged By:- Meghdeep Bose

Afsaana Banaaya Aapne Lyrics - Himesh Reshammiya, Asees Kaur, Emraan,Genelia, Aditya



"Afsaana Banaaya Aapne Lyrics"

Himesh Reshammiya & Asees Kaur 


Afsaana Afsaana 
Afsaana Afsaana 
       
Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana 
Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana 

Baat jism ki thi nahin 
Rooh tak humein jana hai 
Maamla yeh dil ka hai
Ishq yeh nibhana hai 
Afsaana Afsaana….

Yoon teri galiyon mein aana 
Yoon tera dil ko dhadkana 
Yoon Mera murshid ho jana 
Lamha tha daur banaya    
Aapne…. 

Qisse ko daastan Banaya aapne… 

Afsaana Afsaana 
Afsaana Banaya aapne..... (2)

Pehle toh main aashiq tha 
Afsaana Afsaana 
Afsaana Banaya aapne
Pehle toh main aashiq tha 
Afsaana Afsaana 
Afsaana Banaya aapne 

Ooohhhhhhh.....   (4)
Afsaana Afsaana 

Kyon Tere aane se 
Dil Chain yeh paata hai 
Tere Milne se kuch pal 
Aaraam aata hai

Baat kuch pal ki nahin 
Door tak humein jana hai 
Faasle bhi hain bahut
Phir bhi tumko paana hai
Yoon tera har shaam ko aana 
Yoon mera bas chalte jana 
Yoon tera mujhko tad pana 
Tanha tha apna banaya 
Aapne…

Thehra tha kaarwan Banaya 
Aapne....

Afsaana Afsaana 
Afsaana Banaya aapne
Pehle toh main aashiq tha 
Afsaana Afsaana 
Afsaana Banaya aapne
  
Ooohhhhhhh.....
Afsaana Afsaana 

Lambi duriyon ka safar 
Aasan nahin tha magar 
Jiye jaa rahe hain hum toh 
Jane kis umeed mein

Aap ho hamare liye 
Aapke liye hum bane 
Aapke bina dil tanha 
Zindagi ki bheed mein
Afsaana Afsaana 

Yoon teri baahon mein aana 
Yoon mera tabah ho jana 
Yoon tera marham ban jana 
Dard tha dawa banaya 
Aapne…

Zarra tha aasmaan Banaya 
aapne… 

Afsaana Afsaana 
Afsaana  Banaya aapne
Pehle toh main aashiq tha
Afsaana Afsaana
Afsaana Banaya aapne 

Ooohhhhhhh.....     (8)
Afsaana Afsaana

"THE END"


Afsaana Banaaya Aapne | Gunmaaster G9 | Emraan,Genelia, Aditya| Himesh Reshammiya| Asees K| Deepak M