BONITA Lyrics from BONITA Song is New Hindi Song sung by YO YO HONEY SINGH &  THE SHAMS with music also given by YO YO HONEY SINGH. BONITA song lyrics are written by THE SHAMS, MD HAYAT & LEO GREWAL  

BONITA Lyrics - YO YO HONEY SINGH & THE SHAMS



Song Details:-
Song Title:- BONITA
SINGERS:- YO YO HONEY SINGH & THE SHAMS
LYRICS WRITER:- THE SHAMS, MD HAYAT & LEO GREWAL
MUSIC COMPOSER:- YO YO HONEY SINGH



“BONITA Lyrics”

YO YO HONEY SINGH & THE SHAMS


Smith 32 Bore

Aakhein Tere Hai Bonita

Shawty You Dont Know

Mere Dil Pe Kya Beeta

Karun Reminisce


All The Time Tere Baare

Sab Se Kareeb Meri

Tu Hi Hai Amiga

On Spot Murders

Karti Na Wait Yahan


Bandi On A Kill Streak

Koi Bhi Na Safe Yahan

Jab Bhi Woh Ghar Ki Hai

Karti Safai

Nikalta Aashiqon Ka


Malba Tu Dekh Yahan

Hooron Mi Zameen Pe

Talaash Nahi Hoti

Na Karta Deedaar

Wo Jo Khaas Nahi Hoti


Har Ik Move Khaas

Bandi Exclusive

Like A Blunt Yaaron Me

Woh Pass Nahi Hoti

Tu Karti Deserve


On Loop Ye Wafayen

Me Hass Ke Kabool Karun

Teri Ye Sazaayen

Aaja Barsaade Tere Husan Baarish

Kali Kali Zulfon Ki Mere Pe Ghataayen


Tumhari Nazr-E-Karam

Ho To Kaam Hojaye

Aada Se Dekhlo

Kissa Tamam Hojaye

Tumhare Dar Pe Main


Karta Hu Isiliye Sajde

Na Jaane Kon Se

Sajde Main Kaam Hojaye

Tumhari Nazr-E-Karam

Husn Walo Ko Na Dil Do


Ye Dagha Dete Hai

Pehle Dil Lete Hai

Phir Jaan Bhi Le Lete Hai

Apne Matlab Ki

Har Ek Baat Pakad Lete Hai


Ungli Miljaye To Ye

Haath Pakad Lete Hai

Waada Karte Hai Magar

Saaf Mukar Jaate Hai

Saamne Aaye To


Katra Ke Guzar Jaate Hai

Dosti Inki Na Acchi

Na Mohabbat Acchi

In Haseeno Se To Hai

Door Ki Chahat Acchi


Jisko Ye Zulf Ki

Zanjeer Se Aazaad Kare

Deen To Deen Hai

Duniya Mein Bhi Barbaad Kare

Tumhari Nazr-E-Karam


Ho To Kaam Hojaye

Adha Se Dekhlo

Kissa Tamam Hojaye

Tumhare Dar Pe Main

Karta Hoon Isiliye Sajde


Na Jaane Kon Se Sajde

Main Kaam Hojaye

Tumhari Nazr-E-Karam


“THE END”


BONITA (VIDEO SONG): ‪@YoYoHoneySingh‬ | ‪@TheShamsHere‬ | GLORY | BHUSHAN KUMAR