Song Details:-
Song Title:- Woh Mera Tha Hi Nahi
Singer:- RCR
Lyrics:- RCR
Composer:- RCR
Music:- SAGGI NEXUS
Mixed & Mastered By:- Krrish

__________________________________________________________

"Woh Mera Tha Hi Nahi Lyrics"

RCR


Woh mera tha hi nahi

Saath raha hi nahi

Aankhon se barishein

Hoti rahi


Maine saha jo jo

Usne saha hi nahi

Raaton ko jaga mai

Woh soti rahi


Tuhi mera mera

Tujhse gila kya


Mere baad koi tujhse mila kya

Lakhon diye tune ghao is dil ko

Bol phir tune ek bhi sila kya


Badh gayi dooriyan badane se

Mani nahi mere tu manane se

Tod diya mujhe mere shaqs ne

Kya hi ladu ab jaake zamane se


Woh mera tha hi nahi

Saath raha hi nahi

Aankhon se barishein

Hoti rahi


Maine saha jo jo

Usne saha hi nahi

Raaton ko jaga mai

Woh soti rahi


Maine maa ko bataya tha ki

Tu hi meri wife hai

Khuda family fir tu meri life hai

Mujhe neecha dikha ke jane wali ab

Mila tujhe zindagi mein khush hai na


Mere sath toh tera jana dum ghut ta tha

Ab naye wale ke sath tu khush hai na

Teri dost ne bataya naye wala hai ameer

Uske kai hain afair kuch share nahi karta


Meri tarah rokta tokta nahi tujhe diya

Asho aram par teri care nahi karta

Suna yaad karti hai past me jaake

Sab kardu theek yeh fariyad karti hai


Teri galtiyon ka tujhe mila hai sila

Tu zimmedar hai yeh hera ab tera na hua hai

Koi gila shikwa nahi tujhse

Tu jahan rahe khush rahe bas yeh dua hai


Woh mera tha hi nahi

Saath raha hi nahi

Aankhon se barishein

Hoti rahi


Maine saha jo jo

Usne saha hi nahi

Raaton ko jaga mai

Woh soti rahi


"THE END"

__________________________________________________________

RCR - Woh Mera Tha Hi Nahi ( Lyrical Video )